بسم الله الرحمن الرحيم

Wednesday, 11 July 2012

Allah Apnay Bandon Say Qareeb Hai Aur Sab Ki Dua Sunta Hai

اور اے پیغمبر جب تم سے میرے بندے میرے بارے میں دریافت کریں انہیں معلوم ہو کہ میں تو تمہارے پاس ہی ہوں۔ جب کوئی پکارنے والا مجھے پکارتا ہے تو میں اس کی دعا قبول کرتا ہوں تو ان کو چاہیے کہ میرے حکموں کو مانیں اور مجھ پر ایمان رکھیں تا کہ نیک رستہ پائیں۔

When My servants ask you about Me, then (tell them that) I am near. I respond to the call of one when he prays to Me; so they should respond to Me, and have faith in Me, so that they may be on the right path.

[Mafhom-e-Quran: Aur aay peghambar jab tum say mairy banday mairy baray main daryaft karain unhain malom ho kay main to tumharay paas hi hun. jab koi pukarnay  wala mujhay pukarta hai to main us ki dua qabool karta hun to unko chahiye kay mairy hukmon ko manain aur mujh par eeman rakhain takay naik rasta paaen.]

(Surah # 2, Al-Baqara, Ayah # 186)

1 comment:

  1. ALLAH IS THE ONLY ONE WHO IS ALWAYS CLOSE TO YOU , HE KNOWS YOU BEST IT IS SAID THAT "JUB HAM ALLAH KI JANIB NAZAR UTHA KAR DEKHTAY HAI US KI NAZAR DOR KAR HAMARI JANIB MUTAWAJJA HOTI HAI , JUM HUM US KI TARF HAAT BARHANAY KAY BARAY MEIN SOCHTAY HAI WO HAMARI TARF FORAN HATH BARHATA HAI , HUM US KI TARF CHAL KAR JATAY HAI WO HAMARI TARF DOR KAR ATA HAI BECAUSE HE LOVES US!!!

    ReplyDelete

Most Viewed in 7 Days