بسم الله الرحمن الرحيم

Wednesday, 21 March 2012

ALLAH ne Tum Par Sharab, Juwa aur Koba Haram kiya hay,

Mafhome Hadees: ALLAH ne Tum Par Sharab, Juwa aur Koba (Dhool) Haram Kar Dia hay, Es Hadees k 1 Ravi Ali Bin Bazima Farmatay hain kay Koba se Muraad Dhool hay (Abbo Dawood, Hadees # 3696, Darja: Sahi, Kitab uL Ashriba, Baab: Sharab kay Bartanon ka Biyan, Ravi: Ibne Abbas Razi Allah Unho)

Sabit Howa kay Sharab Peena aur Juwa khailna Haram hay, Dhool Bajana aur Eski Aawaz Sunna Haram hay, ALLAH hamain Music sunnay se bachaye (Aameen)
 
WWW.SAHIH-BUKHARI-ENG.TK

3 comments:

  1. y didnt god said that in quran ?

    ReplyDelete
    Replies
    1. Sharab, Juwa, But, Aur Qismat Maloom Karna Sab Shaitani Kaam Hain:
      http://islamic-msg.blogspot.com/2012/09/sharab-juwa-but-aur-qismat-maloom-karna.html

      Delete
  2. Agr galti sy sharaab pi li jaye to touba kyxy ki jaye???
    Waqqi 40,din ki namax haram ho jati hy kya???

    ReplyDelete

Most Viewed in 7 Days